Browse songs by

aatii hai yaad tumharii

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

aatii hai yaad tumhaarii
aatii hai yaad tumhaarii

naino.N kii khi.Dkii se tum
chupake chupake dil me.n aa_e
dil me.n aakar ke tum ne
dhiire dhiire per jamaa_e
kahate ho ab hai ye jaagiir hamaarii
haa.N haa.N jaagiir hamaarii
aatii hai yaad tumhaarii
aatii hai yaad tumhaarii

khaanaa piinaa bhuul ga_e ham
nain hu_e jab chaar
jaan pe ab to aan banii hai
jiinaa hai dushawaar
haa.N haa.N jiinaa hai dushawaar
taare gin-gin ke kaTii raat hamaarii
haa.N haa.N jii raat hamaarii
aatii hai yaad tumhaarii
aatii hai yaad tumhaarii

ab na takaraar karo
baate.n do chaar karo
ham tum ko pyaar kare.n
tum ham ko pyaar karo
maano jii maano mohan baat hamaarii
haa.N haa.N jii baat hamaarii
aatii hai yaad tumhaarii
aatii hai yaad tumhaarii

Comments/Credits:

			 % Credit: Kaisho Ram Dutt
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image