Browse songs by

ai duniyaa bataa ... ghar\-ghar me.n diiwaalii hai

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

ai duniyaa bataa hamane bigaa.Daa hai kyaa teraa
( ghar-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa
mere ghar me.n andheraa ) -2

bachapan me.n chho.D ke
mere baabul chale gaye
bahanaa chalii ga_ii
mere saajan chale gaye -2
kisamat kii Thokaro.n ne
kiyaa haal kyaa meraa -2
ghar-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa

hamane to fakiiro.n se
sunii thii ye kahaanii
qisamat kii lakiiro.n se
ba.Ndhii duniyaa diiwaanii
do ghar ke biich me.n bhii hai
diiwaar kaa gheraa
ghar-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa

chaaro.n taraf lagaa hu_aa
miinaa-bazaar hai
dhan kii jahaa.N pe jiit
Gariibo.n kii haar hai
insaaniyat ke bhes me.n
phirataa hai luTeraa
jii chaahataa sansaar me.n
mai.n aag lagaa duu.N
soye huye insaan kii
qisamat ko jagaa duu.N
Thokar se u.Daa duu.N mai.n
dayaa-dharm kaa Deraa

ab kisako sunaa_u.N mai.n
meraa Gam kaa taraanaa
patthar ke dilo.n ne meraa
dukh-dard naa jaanaa
mere jigar ke Tuka.Do.n
ko kisane bikheraa
uf kisane bikheraa
ghar-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa -2
ghar-ghar me.n diiwaalii hai mere

chhoTii sii merii binatii
suno ai more raajaa -2
o suno ai more raajaa
ek baar mere pyaar ke
panaghaT pe to aajaa
o panaghaT pe to aajaa
ai more raajaa
tere binaa shamashaan hai
bulabul kaa baseraa
ghar-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa -2

% Second version

ai duniyaa bataa -2
ai duniyaa bataa hamane
bigaa.Daa hai kyaa teraa
( ghar-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa
mere ghar me.n andheraa ) -2

( bachapan me.n chho.D ke
mere baabul chale gaye ) -2
bahanaa chalii ga_ii
mere saajan chale gaye -2
qisamat kii Thokaro.n ne
kiyaa haal kyaa meraa -2
ghar-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa -2

( mai.n jisako Dhuu.NDhatii huu.N
andhiyaarii raat me.n
phuuTe huye nasiib kaa
diipak le haath me.n ) -2
rote hii rote haay -2
ho jaayegaa saveraa
ghar-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa -2

( hamane to fakiiro.n se
sunii thii ye kahaanii
qisamat kii lakiiro.n se
ba.Ndhii duniyaa diiwaanii ) -2
( do ghar ke biich me.n bhii
hai diiwaar kaa gheraa ) -2
( ghar-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa
mere ghar me.n andheraa ) -2

chaaro.n taraf lagaa hu_aa
miinaa-bazaar hai
dhan kii jahaa.N pe jiit
Gariibo.n kii haar hai
insaaniyat ke bhes me.n
phirataa hai luTeraa
jii chaahataa sansaar me.n
mai.n aag lagaa duu.N
soye huye insaan kii
qisamat ko jagaa duu.N
Thokar se u.Daa duu.N mai.n
dayaa-dharm kaa Deraa

( ab kisako sunaa_u.N mai.n
apanaa Gam kaa taraanaa
patthar ke dilo.n ne meraa
dukh-dard naa jaanaa ) -2
mere jigar ke Tuka.Do.n ko
kisane bikheraa
uf kisane bikheraa
ghar-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa -2
ghar-ghar me.n diiwaalii hai mere

chhoTii sii merii binatii
suno ai more raajaa -2
o suno ai more raajaa
ek baar mere pyaar ke
panaghaT pe tuu aajaa
o panaghaT pe tuu aajaa
ai more raajaa
( tere binaa shamashaan hai
bulabul kaa baseraa ) -2
( ghar-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa
mere ghar me.n andheraa ) -2

Comments/Credits:

			 % Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image