Browse songs by

jaa ke ham ab to ... na to dard gayaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

jaa ke ham ab to har ek sadaa karate hai.n
jinakii taqadiir biga.D jaatii hai kyaa karate hai.n

( na to dard gayaa na dawaa hii milii
mai.nne Dhuu.NDh ke dekhaa zamaanaa ) -2

( pahu.Nche jahaa.N bhii ham to lauT aaye haar ke
e dil pukaar dekhaa ek aitabaar pe ) -2
sabase kahaa teraa dard magar
na to dard gayaa na dawaa hii milii
mai.nne Dhuu.NDh ke dekhaa zamaanaa

( ma.ndir masjid me.n jaa ke kii hai fariyaad bhii
milataa jawaab to kyaa aa_ii naa aawaaz bhii ) -2
maa.Ngii du_aa mai.nne laakh magar
na to dard gayaa na dawaa hii milii
mai.nne Dhuu.NDh ke dekhaa zamaanaa

( aisaa ye Gam hii nahii.n ko_ii pahachaan le
aisaa wo kaun hai jo dukh meraa jaan le ) -2
chhaanii galii chhaanaa saaraa nagar
na to dard gayaa na dawaa hii milii
mai.nne Dhuu.NDh ke dekhaa zamaanaa
haay na to dard gayaa na dawaa hii milii
mai.nne Dhuu.NDh ke dekhaa zamaanaa

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image