Browse songs by

jaane kaisaa hai, meraa diivaanaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

aa:
jaane kaisaa hai meraa diivaanaa
kabhii apanaa saa lage, kabhii begaanaa
% kishor:
ki:
ba.Dii bholii ho, ye bhii na jaanaa
kabhii apano.n ko nahii.n kahate begaanaa

% kishor:
ki:
yuu.N bhii jiitaa thaa magar koI aramaan na the
jab talak aap mere dil ke mehamaan na the
dil ke mehamaan na the
tumase mahakaa hai meraa viiraanaa, kabhii apano.n ko nahii.n ...

% asha:
aa:
mai.n vo aazaad ghaTaa tumane jise baa.Ndh liyaa
apanii aa.Nkho.n me.n mujhe nayaa aakaash diyaa
nayaa aakaash diyaa
yahii chhoTaa saa meraa afasaanaa, kabhii apanaa saa lage ...

% asha:
kabhii chhe.De hai pavan kabhii chhe.De hai.n piyaa
% kishor:
ki:
yahii to hogaa sanam tumane jab pyaar kiyaa
tumane jab pyaar kiyaa
mere paas aao chho.Do sharamaanaa
kabhii apano.n ko nahii.n ...

Comments/Credits:

			 % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image