Browse songs by

kaisii diivaanagii hai ... o tujh par gagan se

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

prii : kaisii diivaanagii hai -3
sab kuchh ko_ii bhulaa ke
nikalaa hai ghar jalaa ke
kaisii diivaanagii hai

su : ( o tujh par gagan se barasii agan kyuu.N hai
paayaa chaman se kaa.NTo.n kaa ban kyuu.N hai ) -2
kyaa hai ulajhan haaraa kyuu.N man thakaa hai kyuu.N tan re

ko : sab TuuT gayaa sab chhuuT gayaa ko_ii luuT gayaa jaise
ko_ii chho.D gayaa dil to.D gayaa jha.Njho.D gayaa jaise
sab TuuT gayaa
sab chhuuT gayaa
sab TuuT gayaa sab chhuuT gayaa ko_ii luuT gayaa jaise
ko_ii chho.D gayaa dil to.D gayaa jha.Njho.D gayaa jaise
su : o tujh par gagan se barasii agan kyuu.N hai
paayaa chaman se kaa.NTo.n kaa ban kyuu.N hai

ho pyaasii havaa_e.N jalatii dishaa_e retii kii hai.n saarii ghaTaa_e.N
o ret jo barase to ye man tarase lauT ke jaa_e.N kaise idhar se
ko : ab jaa_o jidhar dekhoge udhar sunasaan nagar saare
dil biga.D ga_e baaG uja.D ga_e desh ukha.D ga_e saare
ab jaa_o jidhar
dekhoge udhar
ab jaa_o jidhar dekhoge udhar sunasaan nagar saare
dil biga.D ga_e baaG uja.D ga_e desh ukha.D ga_e saare
su : ho o tujh par gagan se barasii agan kyuu.N hai
paayaa chaman se kaa.NTo.n kaa ban kyuu.N hai

prii : kaisii diivaanagii hai -3
sab kuchh ko_ii bhulaa ke
nikalaa hai ghar jalaa ke
kaisii diivaanagii hai re

su : jiinaa sitam hai ummiid kam hai bas ik dil hai aur itanaa Gam hai
kaalii hai.n raate.n ka.Davii hai.n baate.n dil khaa rahaa hai maato.n pe maate.n
ko : ab yahaa.N-vahaa.N tuu jaa_e jahaa.N vo pyaar kahaa.N pyaare
vo apano.n kaa vo sapano.n kaa sa.nsaar kahaa.N pyaare
ab yahaa.N-vahaa.N
tuu jaa_e jahaa.N
ab yahaa.N-vahaa.N tuu jaa_e jahaa.N vo pyaar kahaa.N pyaare
vo apano.n kaa vo sapano.n kaa sa.nsaar kahaa.N pyaare
su : ho tujh par gagan se barasii agan kyuu.N hai
paayaa chaman se kaa.NTo.n kaa ban kyuu.N hai
kyaa hai ulajhan haaraa kyuu.N man jhukaa hai kyuu.N tan re
ko : sab TuuT gayaa sab chhuuT gayaa ko_ii luuT gayaa jaise
ko_ii chho.D gayaa dil to.D gayaa jha.Njho.D gayaa jaise
sab TuuT gayaa
sab chhuuT gayaa
sab TuuT gayaa sab chhuuT gayaa ko_ii luuT gayaa jasie
ko_ii chho.D gayaa dil to.D gayaa jha.Njho.D gayaa jaise

Comments/Credits:

			 % Producer: Dreamz Unlimited, UTV Motion Pictures, Director: Aziz Mirza
% Audio: Super Cassettes Industries Ltd, T Series, www.t-series.com
% Cassette: SHFC 1/3373 Gold Stereo, Cost: Rs 55/-, CD: 112053 CDF, Cost: Rs 125/-
% Site: www.chaltechalte.com
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image