Browse songs by

kaliyo.n kaa ruup milaa ... tarase jiyaa barase piyaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

kaliyo.n kaa ruup milaa
miTTii sii taqadiir
mere pyaar ke saavan me.n baadaravaa bilanii
baadaravaa bilanii
tarase jiyaa barase piyaa nain dwaar (baar baar ?) re
rut basant aaii nahii.n jaaye ? maas(baat ?) re
tarase jiyaa barase piyaa nain dvaar re

(jo hai mere dil me.n basaa, chaahataa vo hii na mujhe)-2
aasaraa koi na meraa, chain hai kahii.n na mujhe
shaam Dhale, diyaa bujhe, bujh na sakii pyaas re
rut basant aaii nahii.n jaaye maas re
tarase jiyaa barase piyaa, nain dvaar re

(pyaar karuu.N jiyuu.N-maruu.N, mai.n kisii ke vaaste)-2
zi.ndagii me.n mil na sake husn mere raat se
aaj chale baalii umar aa.Nsuo.n ke aas re
tarase jiyaa barase piyaa nain dwaar re
rut basant aaii nahii.n jaaye maas re
tarase jiyaa barase piyaa nain dvaar re

Comments/Credits:

			 % Date: April 4, 2002
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image