Browse songs by

maane chaakar raakho jii sa.nwaliyaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

si : maane chaakar raakho jii
chaakar raakho jii sa.nwaliyaa
maane chaakar raakho jii

maane chaakar raakho jii
ko : chaakar raakho jii sa.nwaliyaa
maane chaakar raakho jii

si : chaakar rah tuu baabul gaa tuu
nis-din darshan paa tuu
bri.ndaapan kii ku.nj-galin me.n
ko : bri.ndaapan kii ku.nj-galin me.n
terii liilaa gaa tuu -2

si : maane chaakar raakho jii
ko : chaakar raakho jii sa.nwaliyaa
maane chaakar raakho jii

si : uu.Nchii-uu.Nchii mahal banaa_uu.N
jis bich raakhuu.N baarii
saa.Nwariyaa ke darashan paa_uu.N
ko : saa.Nwariyaa ke darashan paa_uu.N
jaa_uu.N tan-man vaarii -2

si : maane chaakar raakho jii
ko : chaakar raakho jii sa.nwaliyaa
maane chaakar raakho jii

si : jogii aayaa jog karan ko -2
tap karane sa.nyaasii
hari-bhajan ko saadhuu aayaa
bri.ndaaban ke paasii
kaahe niir jhare nainan se
ko : kaahe niir jhare nainan se
si : dhiir dharo jii miiraa
aadhii raat prabhuu darshan dete
ko : aadhii raat prabhuu darshan dete
prem nadii ke tiiraa -2

si : maane chaakar raakho jii
ko : chaakar raakho jii sa.nwaliyaa
maane chaakar raakho jii

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image