Browse songs by

mujhe yaad aatii hai ... des kii miTTii

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

mujhe yaad aatii hai -2
% ( I keep on recalling)

( apane des kii miTTii kii Kushbuu
% (the fragrance of the soil of my country)

mujhe yaad aatii hai ) -2

( kabhii bahalaatii hai
kabhii Ta.Dapaatii hai ) -2

% (sometimes it cajoles me)
% (sometimes it tortures)

mujhe yaad aatii hai, ho
apane des kii miTTii
apane des kii miTTii kii Kushbuu
mujhe yaad aatii hai

biite pal chhuune lage hai.n dil ko aise
% (the moments gone by have started touching the heart as if)

dost rakhe haath ka.ndhe pe jaise
% (a friend puts a hand on your shoulder)

kaisii ye kiraNe.n sii chhan rahii hai.n
% (what are these like rays are getting showered down)

kaisii tasviire.n sii ban rahii hai.n
% (what are these like pictures are getting created)

kitane mausam yaad me.n hai.n aate jaate
% (many seasons arrive and depart in memory)

baarish aa_ii khul gaye hai.n kaale chhaate
% (rain arrives, black umbrellas have got opened)

din hai.n alasaaye huye jo aa_ii garmii
% (days have become lazy when summer arrives)

sardiyo.n kii dhuup me.n hai kaisii narmii
% (in the sunlight of winter, what kind of softness is there)

pal pal ik samay kii nadiyaa hai jo bahatii jaatii hai
% (moment by moment, it is a river of time that keeps on flowing)

apane des kii miTTii kii Kushbuu
mujhe yaad aatii hai

% female aalaap

pighale tanhaa_iyo.n ke hai.n jo a.ndhere
% (when the darknesses of loneliness have got melt)

jagamagaane se lage hai.n kitane chehare
% (how many faces are appearing shining)

ek lorii hai, ik laal bi.ndiyaa
% (there is a lullaby, there is a red "bi.ndii")

laut aa_ii hai mere bachapan kii ni.ndiyaa
% (the sleep of my childhood has come back)

wo ko_ii ikataare pe kab se gaa rahaa hai
% (that someone had been singing for quite some time on an "ikataaraa")

ko_ii aa.Nchal jaane kyuu.N laharaa rahaa hai
% (some "aa.Nchal" has been floating, don't know why)

har gha.Dii na_ii baat ik yaad aa rahii hai
% (every moment, a new memory is coming back)

dil me.n pagaDa.nDii sii jaise ban ga_ii hai
% (as if a pathway has been created in the heart)

ye pagaDa.nDii mere dil se mere des jaatii hai
% (this pathway goes from my heart to my country)

( apane des kii miTTii kii Kushbuu
mujhe yaad aatii hai ) -2

Comments/Credits:

			 % Credits: Sunil VG
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image