Browse songs by

parades na ja_iyo mausam salonaa hai barasaat kaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

zo : parades na ja_iyo -2
mausam salonaa hai barasaat kaa
mausam barasaat kaa
parades na ja_iyo jii
mo : naa kaul dila_iyo
( naa kaul dila_iyo
sajanii shaadii kii pahalii raat kaa
mausam barasaat kaa ) -2
zo : parades na ja_iyo jii

rimajhim-rimajhim pa.De.n phuhaare.n
bhiige kesar-cholii
haa.N bhiige kesar-cholii
rimajhim-rimajhim gire.n phuhaare.n
bhiige kesar-cholii
abake saawan sa.ng raho to -2
saawan merii ho lii
mo : ( Dar laage mohe
chorii-chorii kii mulaaqaat kaa ) -2
mausam barasaat kaa
zo : parades na ja_iyo jii

mo : laakh rahuu.N mai.n duur des
naa bhuuluu.N yaad tumhaarii -2
laakh rahuu.N mai.n duur des
naa bhuuluu.N yaad tumhaarii
dillii jaa kar tumhe.n bulaa_uu.N -2
maano baat hamaarii
zo : mai.n sa.ng chaluu.Ngii
( mai.n sa.ng chaluu.Ngii
kaunho.n bharosaa terii baat kaa
mausam barasaat kaa ) -2
parades na ja_iyo jii

ko : baalam tuu to ras ke lobhii
sone par lalachaaye
ho sone par lalachaaye
baalam tuu to ras ke lobhii
sone par lalachaaye
ruup-ra.ng kii raat hamaarii -2
yuu.N hii biitii jaaye
sab taanaa de.nge -2
dekho jii sai.nyaa.N apane haath kaa
mausam barasaat kaa
parades na ja_iyo jii

parades na ja_iyo
( parades na ja_iyo
mausam salonaa hai barasaat kaa
mausam barasaat kaa ) -2
parades na ja_iyo jii

Comments/Credits:

			 % Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image