Browse songs by

sayyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

aa haa haa haa haa ...
saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir

pag Thumak chalat balakhaa_e
haay, pag Thumak chalat balakhaa_e, haay
saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir
paayal baaje naa ko_ii jaage naa, haay
haay re saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir
pag Thumak chalat balakhaa_e ...

(paagal sajanii apane sajan kii
chal nahii.n paa_e raah milan kii) -2
kaa.NTaa chubh-chubh jaa_e, haay
saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir
khilii chaa.Ndanii jale saajanii, haay,
haay re saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir
pag Thumak chalat balakhaa_e ...

(chhupake milan chalii tumase jo chhaliyaa
dekhake jal ga_ii kaalii koyaliyaa ) -2
bairan shor machaa_e, haay
saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir
ko_ii jaane naa bairan maane naa, haay
haay re saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir
pag Thumak chalat balakhaa_e ...

(parvat uupar piyaa torii nagarii
dekhat chhalake naino.n kii gagarii) -2
pag chhalake phisalaa_e, haay
saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir
li_e gaagarii phiruu.N baavarii, haay
haay re saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir
pag Thumak chalat balakhaa_e ...

Comments/Credits:

			 % Transliterator: Arunabha S Roy
% Date: 1 Oct 2004
% Series: LATAnjali
% generated using giitaayan
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image