Browse songs by

tum jo aao to pyaar aa jaae

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

tum jo aao to pyaar aa jaae
zi.ndagii me.n bahaar aa jaae

kyaa kahuu.N tumase kah nahii.n sakataa
bin tumhaare mai.n rah nahii.n sakataa
tumako Gar aitabaar aa jaae
zi.ndagii me.n bahaar aa jaae

dil pe mujhako to aitabaar nahii.n
yah vo shay hai jise qaraar nahii.n
dil pe Gar ikhtiyaar aa jaae
zi.ndagii me.n bahaar aa jaae

jab tamannaa shabaab par aae
har taraf ik Kumaar saa chhaae
zah-e-qismat jo yaar aa jaae
zi.ndagii me.n bahaar aa jaae

Comments/Credits:

			 % Transliterator: Rajiv Shridhar  
% Date: 07/17/1996
% Credits: Ashok Dhareshwar   
% Editor: Rajiv Shridhar 
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image