Browse songs by

wo jinakii na_ii hai ye duniyaa ma.nzil hai na_ii

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

aashaa:
wo jinakii na_ii hai ye duniyaa, ma.nzil hai na_ii
piichhe nahii.n dekhaa karate mu.D-mu.D ke kabhii
sajate hii chale jaate hai.n jiivan kii galii

jo ra.ng yahaa.N dekhoge, sach kahate hai.n ham
sapano.n me.n naa dekhaa hogaa kabhii tum_ne sanam
aisii hii niraalii hai ye jaaduunagarii..

kishor:
wo jinakii na_ii hai ye duniyaa, ma.nzil hai na_ii
piichhe nahii.n dekhaa karate mu.D-mu.D ke kabhii
sajate hii chale jaate hai.n jiivan kii galii

iimaan-dharam kii yaaro.n baate.n hai.n tamaam
har naam se uu.Nchaa hai jii dhan-daulat kaa naam
sun ai mere dil ab terii duniyaa hai yahii..

ham ko to mile har dil me.n uu.Nche hii mahal
paise kii khanak se khilate dekhe hai.n kamal
ek ham kyaa hai.n is dhun ke diiwaane sabhii..

Comments/Credits:

			 % Contributor: Vinay P Jain
% Transliterator: Vinay P Jain
% Date: Dec 5, 2002
% Series: Tere Hamsafar Geet Hain Tere (THGHT)
% generated using giitaayan
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image