Browse songs by

ye jiivan kitanii baar mile

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

ye jiivan kitanii baar mile
har baar mujhe teraa pyaar mile -2
kuchh vaado.n me.n kuchh kasamo.n me.n
ba.ndhe hu_e hai.n janamo.n se
ham kab bichhu.De kab yaar mile
har baar mujhe teraa pyaar ...

rab se maa.nguu.n ek du_aa
ye duniyaa ho yaa vo duniyaa
mujhako saajan kaa pyaar mile
har baar mujhe teraa pyaar ...

jiivan kii ko_ii dhaaraa ho
nadiyaa kaa ko_ii kinaaraa ho
is paar mile us paar mile
har baar mujhe teraa pyaar ...

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image