Browse songs by

ye pyaar hai ik nashaa zi.ndagii kaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

ye pyaar hai ik nashaa zi.ndagii kaa
naa pyaar se bach sakaa dil kisii kaa
honaa hai honaa hai pyaar kabhii to honaa hai
khonaa hai khonaa hai dil kabhii to khonaa hai
ta.Dapanaa hai tarasanaa hai
aakhir pyaar to karanaa hai
holedo holededo
ye pyaar hai ...

ba.nd rahakar ye zabaa.n karatii hai baate.n yahaa.N
haa.n ba.Dii hii mushkil se kaTatii hai.n raate.n yahaa.N
kyaa a.njaam se Daranaa hai
aakhir pyaar to karanaa hai
holedo holededo ...

pyaar me.n hai.n mastiyaa.N mast ho jaa pyaar me.n
jo mazaa ikaraar me.n vo kahaa.N inkaar me.n
itanaa kyuu.n sisakataa hai
aakhir pyaar to karanaa hai
holedo holededo ...

dard bhii mil jaa_e to hai gavaaraa pyaar me.n
ik khushii kaa aasamaa.n hai itane se ikaraar me.n
kyuu.n kar aahe.n bharanaa hai
aakhir pyaar to karanaa hai
holedo holededo
ye pyaar hai ...

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image