aaj kisii ne baato.n\-baato.n me.n jab unakaa naam liyaa - - Talat
- Movie: non-Film
- Singer(s): Talat Mehmood
- Music Director:
- Lyricist: Ghulam Rabani Battan
- Actors/Actresses:
- Year/Decade: unknown
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
aaj kisii ne baato.n-baato.n me.n jab unakaa naam liyaa
dil ne jaise Thokar khaa_ii, dard ne ba.Dh kar thaam liyaa
raah-e-talab me.n chalate-chalate thak kar jab ham chuur huye
zulf kii ThaNDii chhaa.Nv me.n baiThe, pal do pal aaraam liyaa
diiwaaro.n ke saaye-saaye umr bitaa_ii diiwaane
muft me.n tan aasaanii-e-Gam kaa apane sar ilzaam liyaa
ghar se daaman jhaa.D ke nikale wahashat kaa saamaan na puuchh
yaanii gard-e-raah se hamane raKt-e-safar kaa kaam liyaa
Comments/Credits:
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com