chho.Di_e gussaa huzuur aisii naaraazii bhii kyaa
- Movie: Detective
- Singer(s): Mohammad Rafi
- Music Director: Mukul Roy
- Lyricist: Shailendra Singh
- Actors/Actresses: Johnny Walker, Pradeep Kumar, Mala Sinha
- Year/Decade: 1958, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
chho.Di_e gussaa huzuur aisii naaraazii bhii kyaa
hamane to jo kuchh kiyaa dil ke kahane par kiyaa
aapakii marzii ab jo chaahe diiji_e sazaa
siine ke paar kar do tirachhii nazar kaa tiir
ham chup hai.n lo pahanaa bhii do zulfo.n kii ye za.njiir
yuu.N bhii ghaayal kar ga_ii aapakii har ek adaa
gaalo.n pe ye laalii badalaa hu_aa tevar
kyaa Kuub ye tasviir hai tumako nahii.n Kabar
ab udhar mu.Nh pher ke muskaraa diiji_e zaraa
is bezabaan dil ko rakh liiji_e Gulaam
ham the sahii ab aap bhii ho jaa_e.Nge badanaam
bas me.n kar ke dekhi_e ab ye dil hai aapakaa