kaise kahuu.N tujhase jiyaa kii mai.n batiyaa.N
- Movie: Kaise Kahoon
- Singer(s): Lata Mangeshkar
- Music Director: S D Burman
- Lyricist: Shakeel Badayuni
- Actors/Actresses: Nanda, Biswajeet
- Year/Decade: 1964, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
kaise kahuu.N, kaise kahuu.N, tujhase jiyaa kii mai.n batiyaa.N
sharmaa_e man tore aage, morii laajo.n me.n kho jaa_e.N a.Nkhiyaa.N
jab-jab tere paas aa_uu.N nain milate hii sudh-budh ga.Nvaa_uu.N -2
rah-rahake dil meraa dha.Dake piyaa mai.n tujhase kuchh kah na paa_uu.N
mai.n tujhase kuchh kah na paa_uu.N, morii laagii na jaane tuu saiyaa.N
balamaa nahii.n tujhase duurii phir bhii aashaa nahii.n hotii puurii -2
aisaa hai kuchh haal dil kaa jaise chhaa_e bahaare.n adhuurii
chhaa_e bahaare.n adhuurii, jaise khilane se ruk jaa_e kaliyaa.N
Comments/Credits:
% Transliterator: Arunabha S Roy % Date: 17 Oct 2003 % Series: LATAnjali % generated using giitaayan