piichhe piichhe aa kar chhuu lo hame.n paa kar
- Movie: House No. 44/ Makaan No. 44/ Ghar No. 44
- Singer(s): Lata Mangeshkar, Hemant Kumar
- Music Director: S D Burman
- Lyricist: Sahir Ludhianvi
- Actors/Actresses: Dev Anand, Kalpana Kartik
- Year/Decade: 1955, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
la: piichhe piichhe aa kar chhuu lo hame.n paa kar chhup chhup jaanaa ho
la: piichhe piichhe aa kar chhuu lo hame.n paa kar chhup chhup jaanaa ho
he: o ho
la: o ho
he: aa haa
la: aa~ piichhe piichhe aa kar ...
la: dekho na baabuujii daaye.n baaye.n
he: oho ho
la: paa.Nv kahii.n ulajh na jaae.n
he: aa haa haa
la: chaahat ke raste me.n pher ba.De hai.n
giroge fisal ke chaalnaa sambhal ke
chhup chhup jaanaa
he: o ho
la: o ho
he: aa haa
la: aa~ piichhe piichhe aa kar ...
la: chorii chorii aake morii sai.nyaa
he: o ho ho
la: ? aur thaamo morii bai.nyaa
he: uu.Nh uu.Nh uu.N
la: jaao jii tum se diler ba.De hai.n
aaye jo aka.D ke maaruu.Ngii paka.D ke
chhup chhup jaanaa
he: o ho
la: o ho
he: aa haa
la: aa~ piichhe piichhe aa kar ...
la: jhalak dikhaake tarasaau.N
he: o ho ho
la: par kabhii paka.Dii na jaauu.N
he: aa haa haa
la: tum jaise miTTii ke sher ba.De hai.n
ha.Nsake machal ke haatho.n se nikal ke
chhup chhup jaanaa
he: o ho
la: o ho
he: aa haa
la: aa~ piichhe piichhe aa kar ...
Comments/Credits:
% Transliterator: K Vijay Kumar % Comments: SDB Series #29