Browse songs by

prem ke pujaarii ham hai.n

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

prem ke pujaarii
prem ke pujaarii ham hai.n
raste bhikhaarii ham hai.n prem ke pujaarii
prem ke pujaarii

kahaa.N re himaalay jaisaa kahaa.N aisaa paanii
yahii.n vo zamiin jisakii duniyaa.N divaanii
sundarii na koii jaise hai dharatii hamaarii
prem ke pujaarii ...

raajaa gaae
hai raajaa gaae re taj re badalaa jahaa.N saaraa
roz magar ba.Dhataa jaaye caravaa.N hamaaraa
phuul ham hazaaro.n leke khushabuu_e.n pumaarii
prem ke puujarii ...

Comments/Credits:

			 % Comments: SDB Series #25
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image