pyaar kaa bandhan Kuun kaa rishtaa
- Movie: Khel Khilaadi Ka
- Singer(s): Lata Mangeshkar, Mukesh
- Music Director: Kalyanji, Anandji
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actors/Actresses: Dharmendra, Shabana Azmi, Dev Kumar, Dhruv
- Year/Decade: 1977, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
mu : pyaar kaa bandhan Kuun kaa rishtaa chhuuTe se naa chhuuTe
do : dil se dil kii Dor ba.Ndhii jo TuuTe se naa TuuTe
pyaar kaa ba.ndhan ...
la : lage rahe.n aur bhare rahe.nge pyaar bhare ye mele
ho pyaar bhare ye mele
mu : Kushiyo.n kaa jhuulaa jhuule.nge bhaa_ii-bahan alabele
ho bhaa_ii-bahan alabele
sun le daataa inakaa naataa janam-janam naa chhuuTe
do : dil se dil kii ...
mu : jagamag-jagamag aa_e diivaalii laxmii dhan barasaa_e
ho laxmii dhan barasaa_e
la : ra.ng-bira.nge dhaage lekar raakhii kaa din aa_e
ho raakhii kaa din aa_e
in dhaago.n kaa ra.ng ho gaharaa chhuuTe se naa chhuuTe
do : dil se dil kii ...