suno jii tum, tum ba.De wo ho
- Movie: Saas Bhi Kabhi Bahu Thi
- Singer(s): Kishore Kumar, Suman Kalyanpur
- Music Director: R D Burman
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actors/Actresses: Shashikala, Om Prakash, Sanjay Khan, Leena Chandavarkar
- Year/Decade: 1970, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
suman: haa.N
kishor: kyaa?
suman: (suno jii tum
ho tum ba.De wo ho) - 2
tumasaa dekhaa naa hamane diiwaanaa koii
kishor: (chalo maanaa
ho ham ba.De wo hai.n) - 2
ham bure yaa bhale aap hii ke to hai.n
suman: suno jii tum ...
suman: aisii baat banaate ho
jaan merii le jaate ho
ab tumase kaun la.De
raat ko nii.nd churaate ho
din ko Kwaab dikhaate ho
ab tumase kaun la.De
kishor: (dekho jii dekho
ham pe naa aisaa dosh dharo) - 2
suman: suno jii tum ...
kishor: chalo maanaa ...
kishor: saamane jab aa jaatii ho
aa.Nkho.n par chhaa jaatii ho
o merii jaan-e-bahaar
dil meraa kho jaataa hai
paagal saa ho jaataa hai
o merii jaan-e-bahar
suman: (jaao jii jaao
ham se naa aisii baat karo) - 2
kishor: chalo maanaa ...
suman: suno jii tum ...
Comments/Credits:
% Transliterator: Surajit A. Bose % Date: February 16, 2002 % Comments: GEETanjali series