tum aaye to hawaao.n me.n ... aur kyaa
- Movie: Phir Bhi Dil Hai Hindustaani
- Singer(s): Chorus, Alka Yagnik, Abhijeet
- Music Director: Jatin, Lalit
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actors/Actresses: Juhi Chawla, Shah Rukh Khan
- Year/Decade: 2000, 2000s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
abhi: tum aaye to hawaao.n me.n ik nashaa hai
tum aaye to fizaao.n me.n ra.ng saa hai
ye ra.ng saare hai.n bas tumhaare
aur kyaa aur kyaa aur kyaa -2
e he he haa haa haa -2
tum aaye ho to dekh lo
nayaa-nayaa saa lage ye jahaa.N, ho
haa haa haa haa ho ho
al: hasii.n-hasii.n hai ye zamii.n
dhulaa-dhulaa saa hai ye aasmaa.N
tum ho to hai ye samaa.N
aur kyaa aur kyaa aur kyaa -2
dha.Dak rahaa hai dil meraa
jhukii-jhukii hai.n palake.n yahaa.N, ho
haa haa haa haa ho ho
abhi: jo dil me.n ho wo kah bhii do
rukii-rukii sii hai ye daastaa.N
jazbaat maa.Nge ye zabaa.N
aur kyaa aur kyaa aur kyaa -2
a: tum aaye to hawaao.n me.n ik nashaa hai
tum aaye to fizaao.n me.n ra.ng saa hai
ye ra.ng saare hai.n bas tumhaare
aur kyaa aur kyaa aur kyaa -2