tuu kaun sii badalii me.n mere chaa.Nd hai aa jaa
- Movie: Khandan
- Singer(s): Noorjahan
- Music Director: Ghulam Haider
- Lyricist: D N Madhok
- Actors/Actresses: Noorjahan, Ghulam Mohammad, Manorama
- Year/Decade: 1942, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
(tuu kaun sii badalii me.n mere chaa.Nd hai aa jaa)-2
(taare ? hai mere zakme jigar, in me.n samaa jaa)-2
tuu kaun sii badalii me.n mere chaa.Nd hai aa jaa
(dil Dhuu.NDh rahaa hai
dil Dhuu.NDh rahaa hai, ke meraa chaa.Nd kahaan hai)-2
(chotii sii jhalak deke merii iid banaajaa)-2
taare ? hai mere zakme jigar in me.n samaa jaa
tuu kaun sii badalii me.n mere chaa.Nd hai aa jaa
(pahaluu me.n liye haaye
pahaluu me.n liye, baiThii huu.N dard bharaa dil)-2
(mar jaau.N yaa jiitii rahuu.N ye to bataajaa)-2
taare ? hai mere zakme jigar in me.n samaa jaa
tuu kaun sii badalii me.n mere chaa.Nd hai aa jaa
Comments/Credits:
% Transliterator:Srinivas Ganti % Comments: NOOR-E-TARANNUM series. 15th September 2002